husn ko bhi kahaan naseeb jigar vo jo ik shay mirii nigaah men hai
Related Sher
aaj palte jo khabaab ke panne maine dil ki kitaab ke panne waqt ne dekh mod rakhe hain tere husno shabaab ke panne
Sandeep Thakur
76 likes
na karo bahs haar jaayogi husn itni badi daleel nahin
Jaun Elia
265 likes
bas ek mod mirii zindagi men aaya tha phir is ke baad uljhti gaii kahaanii mirii
Abbas Tabish
69 likes
mujh...ko kis dasht se laai thii kahaan chhod gaii in hawaon se koi poochne vaala bhi nahin
Tehzeeb Hafi
79 likes
nigaahen fer li ghabra ke maine vo tum se khoobsurat lag rahi thii
Fahmi Badayuni
123 likes
More from Jigar Moradabadi
ya vo the KHafaa ham se ya ham hain KHafaa un se kal un ka zamaana tha aaj apna zamaana hai
Jigar Moradabadi
15 likes
jahl-e-khird ne din ye dikhaaye ghat ga.e insaan badh ga.e saa.e
Jigar Moradabadi
13 likes
yahii hai zindagi to zindagi se KHud-kushi achchhii ki insaan aalam-e-insaaniyat par baar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
9 likes
humeen jab na honge to kya rang-e-mahfil kise dekh kar aap sharmaaiega
Jigar Moradabadi
18 likes
le ke khat un ka kiya zabt bahut kuchh lekin thartharaate hue haathon ne bharam khol diya
Jigar Moradabadi
20 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







