aaj khelenge mire khuun se holi sab log kitna rangin har ik shakhs ka daman hoga
Related Sher
main akela hi chala tha jaanib-e-manzil magar log saath aate ga.e aur kaarwaan banta gaya
Majrooh Sultanpuri
67 likes
apni manzil pe pahunchana bhi khade rahna bhi kitna mushkil hai bade ho ke bade rahna bhi
Shakeel Azmi
66 likes
meri tanhaaii dekhenge to hairat hi karenge log mohabbat chhod denge ya mohabbat hi karenge log
Ismail Raaz
134 likes
yaad bhule hue logon ko kiya jaata hai bhool jaao ki tumhe yaad kiya jayega
Charagh Sharma
65 likes
pooch lete vo bas mizaaj mira kitna aasaan tha ilaaj mira
Fahmi Badayuni
150 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Betab Sury.
Similar Moods
More moods that pair well with Betab Sury's sher.







