ab tak na khabar thi mujhe ujde hue ghar ki vo aae to ghar be-sar-o-saman nazar aaya
Related Sher
mujh ko is lafz ka matlab nahin maaloom magar aapki hamm ne mujhe soch men daala hua hai
Ammar Iqbal
84 likes
do gaz sahi magar ye meri milkiiyat to hai ai maut tune mujhe zameendaar kar diya
Rahat Indori
93 likes
main bhi ik shakhs pe ik shart laga baitha tha tum bhi ik roz isee khel men haaroge mujhe eed ke din ki tarah tumne mujhe zaayaa' kiya main samajhta tha muhabbat se guzaaroge mujhe
Ali Zaryoun
129 likes
is tarah rote hain ham yaad tujhe karte hue jaise tu hota to seene se laga leta ha men
Vikram Gaur Vairagi
84 likes
main us se ye to nahin kah raha juda na kare magar vo kar nahin saka to phir kaha na kare vo jaise chhod gaya tha mujhe use bhi kabhi KHuda kare ki koi chhod de KHuda na kare
Tehzeeb Hafi
266 likes
More from Josh Malihabadi
baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Josh Malihabadi
11 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar
Josh Malihabadi
24 likes
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Josh Malihabadi
34 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







