baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Related Sher
hai raam ke vujood pe hindostaan ko naaz ahl-e-nazar samjhte hain us ko imaam-e-hind
Allama Iqbal
66 likes
dhoop ke ek hi mausam ne jinhen tod diya itne naazuk bhi ye rishte na banaaye hote
Waseem Barelvi
35 likes
hawa jab chali farfarahaa kar ude parinde purane mahallaat ke
Muneer Niyazi
26 likes
hawa chali to uski shawl meri chat pe aa giri ye us badan ke saath meraa pehla raabta hua
Zia Mazkoor
77 likes
apne jaadu pe bahut naaz na kar farmaish koi jaadu ho vo bangaal men kat jaata hai
Usman Minai
31 likes
More from Josh Malihabadi
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Josh Malihabadi
34 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar
Josh Malihabadi
24 likes
mujh ko to hosh nahin tum ko khabar ho shaayad log kahte hain ki tum ne mujhe barbaad kiya
Josh Malihabadi
50 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







