aur yahaañ par khade rahna bhi mere vash men nahin aankhoñ se ab ye nazaare bhi nahin ja sakte
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
More from Vikas Rajput
ye jis jahaan men be-khwabi leke jaati hai wahaan pe chaahne waale rulaaye jaate hain
Vikas Rajput
3 likes
vikaas khidkiyon se dekh aa.e aasmaañ tum kashish thii phool ki to hausla bhi hona tha
Vikas Rajput
3 likes
tumne hi isko aur bhi pyaara banaya hai jis raabte ko maine sahaara banaya hai
Vikas Rajput
2 likes
hirni jis teji se daudi hai kisi aahat par uski raftaar ko raftaar na samjha jaa.e
Vikas Rajput
3 likes
hamko to pyaar chahiye tha teraa pyaar sirf is baat se vafaa ka koi vaasta nahin
Vikas Rajput
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vikas Rajput.
Similar Moods
More moods that pair well with Vikas Rajput's sher.







