'baqi' jo chup rahoge to utthengi ungliyan hai bolna bhi rasm-e-jahan bolte raho
Related Sher
vo shaant baitha hai kab se main shor kyoon na karoon bas ek baar vo kah de ki chup to chun na karoon
Charagh Sharma
54 likes
har ek baat ko chup-chaap kyun suna jaa.e kabhi to hausla kar ke nahin kaha jaa.e
Nida Fazli
55 likes
chup rahte hain chup rahne do raaz batao khole kya baat wafa ki tum karti ho bolo ham kuchh bole kya ulfat to afsaana hai tum karti khoob siyaasat ho ham bhi hain maqbool bahut ab bol kisi ke holen kya
Anand Raj Singh
77 likes
mujhe aañkhen dikhaakar bolti hai chup raho bhaiyya behen chhoti bhale ho baat vo amma si karti hai
Divy Kamaldhwaj
43 likes
maine bas itnaa poocha tha kya dekhte ho bhala maine ye kab kaha tha mujhe dekhna chhod do geeli miTTi ki khushboo mujhe sone deti nahin mere baalon men tum ungaliyaan pherna chhod do
Tajdeed Qaiser
76 likes
More from Baqi Siddiqui
baaki jo chup rahoge to utthengi ungaliyaan hai bolna bhi rasm-e-jahaan bolte raho
Baqi Siddiqui
0 likes
vaqt ke paas hain kuchh tasveerein koi dooba hai ki ubhara dekho
Baqi Siddiqui
34 likes
har naye haadse pe hairaani pahle hoti thii ab nahin hoti
Baqi Siddiqui
39 likes
tum zamaane kii raah se aa.e warna seedha tha raasta dil ka
Baqi Siddiqui
18 likes
tum bhi ulti ulti baatein poochte ho ham bhi kaisi kaisi qasmen khaate hain
Baqi Siddiqui
60 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Baqi Siddiqui.
Similar Moods
More moods that pair well with Baqi Siddiqui's sher.







