barbaa dii ki pahunch gaya hooñ us kagaar par deewaana ho chuka hooñ main altaaf ka jahaan
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Harsh saxena
haasil na kar paaya tujhe main minnaton ke baad bhi ummeed senta se lagana laazmi bhi hai mira
Harsh saxena
1 likes
harsh vasl men jitni marzi she'r kah lo tum hijr ke bina in men jaan aa nahin sakti
Harsh saxena
2 likes
dar-b-dar Dhoondh rahe hain jise arse se ham shaKHs vo meri hi aankhoñ men chhupa baitha hai
Harsh saxena
2 likes
rang saare feke feke hi lagenge mujh...ko ab unki aankhoñ ka jo kaala surma dekha hai abhii
Harsh saxena
3 likes
is zindagaani ki ghazal ka qaafiya sa lagta hai uske bina to jaise poora ghar bujha sa lagta hai yuñ to koi mandir nahin duniya men uske naam ka lekin na jaane kyuuñ mujhe vo devta sa lagta hai
Harsh saxena
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Harsh saxena.
Similar Moods
More moods that pair well with Harsh saxena's sher.







