dil men dard chhupaaya hai aaiine ne bataaya hai jisse pyaar kiya maine apna use banaya hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
More from Saba Rao
yatiimon ka KHuda ne ghar basaaya hai gareebon ko bhi unka haq dilaayaa hai zulaikhaa kii tarah tu maang maula se jise dil kii tijori men chhupaaya hai
Saba Rao
0 likes
sanam jis dardedil men mubtala hai tu main aise dardedil kii baam ho jaaun
Saba Rao
0 likes
gulon kii khushboo se mahki ada hooñ main yuñ kaanton men bikhar ke aam ho jaaun wafadari mohabbat men nibha le tu badi shiddat se main badnaam ho jaaun
Saba Rao
0 likes
Zara imdad unki bhi karo tum ab
Saba Rao
1 likes
kabhi phoolon kii mehfil men zara aao yahaañ aa kar mohabbat ka asar dekho
Saba Rao
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saba Rao.
Similar Moods
More moods that pair well with Saba Rao's sher.







