dil men nafrat ho to chehre pe bhi le aata hooñ bas isi baat se dushman mujhe pahchaan ga.e
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Shuja Khawar
sarsari andaaz se dekhoge to mehfil hi mehfil gaur se dekhoge to har aadmi tanhaa lagega
Shuja Khawar
13 likes
mere haalaat ko bas yuñ samajh lo parinde par shajar rakkha hua hai
Shuja Khawar
8 likes
hazaar rang men mumkin hai dard ka izhaar tire firaq men marna hi kya zaroori hai
Shuja Khawar
17 likes
dil ki baatein doosron se mat kaho loot jaaoge aaj kal izhaar ke dhundhe men hai ghaata bahut
Shuja Khawar
29 likes
Dard jaega to kuchh kuchh jaega par dekhna
Shuja Khawar
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shuja Khawar.
Similar Moods
More moods that pair well with Shuja Khawar's sher.







