dil meraa chattan nahin hai itnaa bhi naadaan nahin hai khokar tujhko khone ka dar ye sahna aasaan nahin hai
Related Sher
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
aazmaane men yahii khatra raha hai kal jo apna tha kahaan apna raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
zindagi se ek din maine kaha tha pyaar hai zindagi ne baat meri dosti par rok dii
Divya 'Kumar Sahab'
4 likes
jagaaya hai ha men kambakht kisne bacha tha saatwaan fera hamaara
Divya 'Kumar Sahab'
1 likes
ham hote bhi ik kaise phir vo hai jogan paakhan dii main aankhoñ se phir aisa pakda uskaa dil tha aur ban dii main
Divya 'Kumar Sahab'
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







