do tund hawaon par buniyaad hai toofaan ki ya tum na haseen hote ya men na jawaan hota
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
tum poochho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zaraa sa dil toota hai aur to koi baat nahin
Qateel Shifai
125 likes
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
tum mohabbat ko khel kahte ho ham ne barbaad zindagi kar li
Bashir Badr
132 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Arzoo Lakhnavi
had se takraati hai jo shay vo palatti hai zaroor KHud bhi roenge gharibon ko rulaane waale
Arzoo Lakhnavi
6 likes
mohabbat wahin tak hai sacchi mohabbat jahaan tak koi ahad-o-paimaan nahin hai
Arzoo Lakhnavi
17 likes
kis ne bheege hue baalon se ye jhatka paani jhoom ke aayi ghatta toot ke barsa paani
Arzoo Lakhnavi
17 likes
aarzoo jaam lo jhijak kaisi pee lo aur dahshat-e-gunaah gaii
Arzoo Lakhnavi
15 likes
KHamoshii meri maani-khez thii ai aarzoo kitnii ki jis ne jaisa chaaha waisa afsaana banaa daala
Arzoo Lakhnavi
24 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Arzoo Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Arzoo Lakhnavi's sher.







