ham aise ahl-e-nazar ko subut-e-haq ke liye agar rasul na hote to subh kaafi thi
Related Sher
zindagi bhar ke li.e dil pe nishaani pad jaa.e baat aisi na likho likh ke mitaani pad jaa.e
Aadil Rasheed
100 likes
lad sako duniya se jazbon men vo shiddat chahiye ishq karne ke li.e itni to himmat chahiye kam se kam maine chhupa li dekh kar cigarette tumhein aur is ladke se tumko kitnii izzat chahiye
Nadeem Shaad
82 likes
aapki aañkhen agar she'r sunaane lag jaayen ham jo ghazlen li.e firte hain thikaane lag jaayen
Rehman Faris
77 likes
ham kisi ko raah men kuchh der bhi tak len agar paagalon ko jo mile to sab ke sab paagal mile
nakul kumar
82 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
More from Josh Malihabadi
baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Josh Malihabadi
11 likes
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Josh Malihabadi
34 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar
Josh Malihabadi
24 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







