ham ne to khud se intiqam liya tum ne kya soch kar mohabbat ki
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
More from Saleem Kausar
agar main suraj ke saath dhalne se bach gaya to kahaan guzaaroonga shaam socha hua hai maine
Saleem Kausar
0 likes
tumhaari tarah jeene ka hunar aata to phir shaayad makaan apna vahii rakhte pata tabdeel kar lete
Saleem Kausar
5 likes
tumhaare saath chalne par jo dil raazi nahin hota bahut pahle ham apna faisla tabdeel kar lete
Saleem Kausar
36 likes
mirii raushni tire khadd-o-khaal se mukhtalif to nahin magar tu qareeb aa tujhe dekh luun tu vahii hai ya koi aur hai
Saleem Kausar
25 likes
kabhi ishq karo aur phir dekho is aag men jalte rahne se kabhi dil par aanch nahin aati kabhi rang KHaraab nahin hota
Saleem Kausar
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saleem Kausar.
Similar Moods
More moods that pair well with Saleem Kausar's sher.







