ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahenge jo dil pe guzarti hai raqam karte rahenge we will nourish the pen and tablet; we will tend them ever we will write what the heart suffers; we will defend them ever
Related Sher
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
rakh ke har cheez bhoolne waali la teraa dil sanbhaal kar rakh doon
Kumar Vishwas
99 likes
zindagi bhar ke li.e dil pe nishaani pad jaa.e baat aisi na likho likh ke mitaani pad jaa.e
Aadil Rasheed
100 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
More from Faiz Ahmad Faiz
ye daagh daagh ujaala ye shab-gazeeda sehar vo intizaar tha jis ka ye vo sehar to nahin
Faiz Ahmad Faiz
21 likes
unhin ke faiz se bazaar-e-aql raushan hai jo gaah gaah junoon ikhtiyaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
20 likes
ye aarzoo bhi badi cheez hai magar hamdam visaal-e-yaar faqat aarzoo ki baat nahin
Faiz Ahmad Faiz
25 likes
na gul khile hain na un se mile na may pee hai ajeeb rang men ab ke bahaar guzri hai
Faiz Ahmad Faiz
28 likes
tu jo mil jaa.e to taqdeer nigoon ho jaa.e yuñ na tha maine faqat chaaha tha yuñ ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Faiz Ahmad Faiz.
Similar Moods
More moods that pair well with Faiz Ahmad Faiz's sher.







