har ladke men ek kharaabi hoti hai us..ko apna ishq ibadat lagta hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Saurabh Sharma 'sadaf'
ye kab kaha tha mujhe hamnava nahin dena magar haan phir se vahii be-vafa nahin dena main toot jaaun to aakar gale laga lena koi daleel koi mashwara nahin dena
Saurabh Sharma 'sadaf'
43 likes
tere ehsaas ko KHushboo banaate jo bas chaltaa tujhe urdu banaate yaqeenan is se to behtar hi hoti vo ik duniya jo main aur tu banaate
Saurabh Sharma 'sadaf'
39 likes
unki aañkhen jheel hain to kya karen doob jaayen kaam dhanda chhod den
Saurabh Sharma 'sadaf'
55 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saurabh Sharma 'sadaf'.
Similar Moods
More moods that pair well with Saurabh Sharma 'sadaf''s sher.







