ho gaya hai aankh se ojhal bataana to padega paas jaakar pyaar chupke se jataana to padega haan yudhishthir ne sikhaaya yuddh men to bas yahiin hai tu na kehna jhooth phir bhi sach chhupaana to padega
Related Sher
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
ya'ni tum vo ho Vaaqaii had hai main to sach-much sabhi ko bhool gaya
Jaun Elia
172 likes
mere naam se kya matlab hai tumhein mit jaayega ya rah jaata hai jab tum ne hi saath nahin rahna phir peeche kya rah jaata hai mere paas aane tak aur kisi ki yaad use kha jaati hai vo mujh tak kam hi pahunchta hai kisi aur jagah rah jaata hai
Tehzeeb Hafi
213 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
kaun tumhaare paas se uth kar ghar jaata hai tum jis..ko choo letii ho vo mar jaata hai
Tehzeeb Hafi
207 likes
More from "Dharam" Barot
video call kar din nikaalen jee aap moh paala hai paison ka pardes men
"Dharam" Barot
1 likes
pul pe se ye kashtiyaañ main dekhta hooñ thii zaroorat jo kabhi vo shauk hai ab
"Dharam" Barot
1 likes
qaid karke mat kare azaad mujh...ko ab hunar baaki nahin udne ka mujh men
"Dharam" Barot
1 likes
naye saal par bhi hai itni udaasi nahin ja raha ghar kamaai hai bhari
"Dharam" Barot
1 likes
saath hota hi nahin sab ka yahaañ hausla hi saath hota tha meraa
"Dharam" Barot
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Dharam" Barot.
Similar Moods
More moods that pair well with "Dharam" Barot's sher.







