hamaari laash ko yaaro zameen men dafn mat karna hamesha mehkegi turbat to turbat kaun samjhega
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
kisi gali men kiraye pe ghar liya usne phir us gali men gharo ke kiraye badhne lage
Umair Najmi
162 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
More from Rakesh Mahadiuree
pahle sii dil men husn kii chaahat nahin bachi dekha hai hamne husn ko itne qareeb se
Rakesh Mahadiuree
0 likes
sabka milnaa dost kahaan ho paata hai ham jaison ko hasrat zinda rakhti hai
Rakesh Mahadiuree
7 likes
huroon ke badan pe bhi zaraa itr lagao rakesh ka bachchon se guzaara nahin hogaa
Rakesh Mahadiuree
9 likes
hazaaron salaakhon ko ham tod ke aayenge agar tum pukaaroge sab chhod ke aayenge
Rakesh Mahadiuree
9 likes
us aaine men ham to sanwar bhi nahin sakte jis aaine men aks tumhaara nahin hogaa
Rakesh Mahadiuree
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







