ik khilauna jogi se kho gaya tha bachpan men dhundhta phira us ko vo nagar nagar tanha
Related Sher
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
More from Javed Akhtar
kyun mere saath koii aur pareshaan rahe meri duniya hai jo veeraan to veeraan rahe
Javed Akhtar
19 likes
zaraa mausam to badla hai magar pedon ki shaakhon par naye patton ke aane men abhii kuchh din lagenge bahut se zard chehron par ghubaar-e-gham hai kam be-shak par un ko muskuraane men abhii kuchh din lagenge
Javed Akhtar
33 likes
dhuaan jo kuchh gharo se uth raha haina poore shahar par chhaaye to kehna
Javed Akhtar
36 likes
jidhar jaate hain sab jaana udhar achha nahin lagta mujhe paamaal raston ka safar achha nahin lagta
Javed Akhtar
27 likes
dar ham ko bhi lagta hai raaste ke sannaate se lekin ek safar par ai dil ab jaana to hogaa
Javed Akhtar
43 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Javed Akhtar.
Similar Moods
More moods that pair well with Javed Akhtar's sher.







