insan ke lahu ko piyo izn-e-am hai angur ki sharab ka piina haram hai
Related Sher
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
halaal rizq ka matlab kisaan se poochho paseena ban ke badan se lahu nikalta hai
Aadil Rasheed
33 likes
prem ki gali men sab sharaab lekar aa.e the ham bahut kharab the kitaab lekar aa.e the
Aman Akshar
77 likes
meraa khyaal teri chuppiyon ko aata hai teraa khyaal meri hichkiyon ko aata hai
Kumar Vishwas
51 likes
isee fakeer ki gafalt se aagahi li hai mere charaaghh se suraj ne raushni li hai gali-gali men bhatkata hai shor karta hua hamaare ishq ne sasti sharaab pee li hai
Ammar Iqbal
36 likes
More from Josh Malihabadi
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
ishq men kahte ho hairaan hue jaate hain ye nahin kahte ki insaan hue jaate hain
Josh Malihabadi
40 likes
baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Josh Malihabadi
11 likes
dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Josh Malihabadi
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







