ishq tiri intiha ishq mirii intiha tu bhi abhii na-tamaam main bhi abhii na-tamaam
Related Sher
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
ishq men ye daava to naiiñ hai main hi awwal aaunga lekin itnaa kah saka hooñ achchhe number laaunga
Zubair Ali Tabish
107 likes
yuñ to ruswaai zahar hai lekin ishq men jaan isee se padti hai
Fahmi Badayuni
66 likes
More from Allama Iqbal
nahin is khulii fazaa men koii gosha-e-faraaghat ye jahaan ajab jahaan hai na qafs na aashiyana
Allama Iqbal
5 likes
ghulaami men na kaam aati hain shamshirein na tadbeerein jo ho zauq-e-yaqeen paida to kat jaati hain zanjeeren
Allama Iqbal
9 likes
dhoondhta firta hooñ main iqbaal apne aap ko aap hi goya musaafir aap hi manzil hooñ main
Allama Iqbal
4 likes
jeena vo kya jo ho nafs-e-ghair par madaar shohrat kii zindagi ka bharosa bhi chhod de
Allama Iqbal
10 likes
watan kii fikr kar naadaan museebat aane waali hai teri barbaadiyon ke mashware hain aasmaanon men
Allama Iqbal
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Allama Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Allama Iqbal's sher.







