jab talak anjaan the mehfooz the jaan lena jaanleva ho gaya
Related Sher
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
haath khaali hai tere shahar se jaate jaate jaan hoti to meri jaan lutate jaate
Rahat Indori
118 likes
More from Vishal Bagh
du aa.e maangte hain isi li.e apne ujhadne ki ha men to yaar tere haath se taameer hona hain
Vishal Bagh
27 likes
abhii rone do shammo ko mat roko ye parwaane ka maatam kar rahi hain
Vishal Bagh
31 likes
umr ye meri sirf labaada mere khud o khaal ka hai meraa dil to mushkil se kuchh solah satarah saal ka hai
Vishal Bagh
28 likes
mere sayyaad ko koi bula de mere pinjare ko toda ja raha hai
Vishal Bagh
28 likes
uski tasveer band aankhoñ se pahle banti thii ab nahin banti
Vishal Bagh
36 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vishal Bagh.
Similar Moods
More moods that pair well with Vishal Bagh's sher.







