jhooth hi mere dil ko behlaai kyuuñ nahin gaav aayi mere ghar tu aayi kyuuñ nahin
Related Sher
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
sochun to saari umr mohabbat men kat gaii dekhooñ to ek shaKHs bhi meraa nahin hua
Jaun Elia
545 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
More from Rovej sheikh
tasavvur tha use KHud kii mukammal sii ghazal kahtaa nadaamat hai ki vo dulhan kisi kii ban chuki hogii
Rovej sheikh
4 likes
tum ko ham se uljhan kaun ho tum ishq ke jaani dushman kaun ho tum jis..ko diya tha kangan tum vo nahin lautaa rahi ho kangan kaun ho tum
Rovej sheikh
10 likes
paagal tha main bhi gairon se kya maangata raha ummeed thii vafaa ki vafaa maangata raha main usse maangata bhi to kya aur maangata apni vafaa ka yaar sila maangata raha
Rovej sheikh
10 likes
naye raaste se guzre is dafa ham so phir ik baar fisle is dafa ham
Rovej sheikh
10 likes
na jaane mujh...ko tere baad dost ye ho kya raha tire li.e likha hua main gair ko suna raha
Rovej sheikh
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rovej sheikh.
Similar Moods
More moods that pair well with Rovej sheikh's sher.







