jhuut vaale kahin se kahin badh gae aur main tha ki sach bolta rah gaya
Related Sher
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
ye dukkh alag hai ki usse main door ho raha hooñ ye gham juda hai vo KHud mujhe door kar raha hai tere bichhurne par likh raha hooñ main taza ghazlen ye teraa gham hai jo mujh...ko mashhoor kar raha hai
Tehzeeb Hafi
394 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
More from Waseem Barelvi
jaisa dikhaai dene kii karte ho koshishein main khoob jaanta hooñ ki aise nahin ho tum
Waseem Barelvi
23 likes
kuchh to kar aadaab-e-mahfil ka lihaaz yaar ye pahluu badalna chhod de
Waseem Barelvi
29 likes
dhyaan rahe ye log tumhaari saf men dar kar aa.e hain tumko zinda kya rakkhenge jo KHud mar kar aa.e hain
Waseem Barelvi
25 likes
nazarandaaz karne kii saza deni thii tujh ko tere dil men utar jaana zaroori ho gaya tha
Waseem Barelvi
0 likes
mohabbat ke gharo ke kacche-pan ko ye kahaan samjhen in aankhoñ ko to bas aata hai barsaatein badi karna
Waseem Barelvi
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Waseem Barelvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Waseem Barelvi's sher.







