jis shay par vo ungli rakh de us ko vo dilwaani haius ki khushiyaan sab se awwal sasta mehnga ek taraf
Related Sher
bitha diya hai sipaahi ke dil men dar usne talaashi dii hai dupatta utaar kar usne main isliye bhi use khudkushi se rokta hooñ likha hua hai meraa naam jism par usne
Zia Mazkoor
106 likes
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
ishq men ye daava to naiiñ hai main hi awwal aaunga lekin itnaa kah saka hooñ achchhe number laaunga
Zubair Ali Tabish
107 likes
kya khabar kaun tha vo aur meraa kya lagta tha jisse milkar mujhe har shaKHs bura lagta tha
Tehzeeb Hafi
444 likes
husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi
Jaun Elia
129 likes
More from Varun Anand
tere kehne se ye jaadu nahin hone vaala ab sitaara koii jugnoo nahin hone vaala phir bhi betaab hooñ kitna main teraa hone ko jaanta hooñ ki meraa tu nahin hone vaala
Varun Anand
26 likes
ba dii jal dii men tha us din zaraa bechain bhi tha vo use kehna tha kuchh mujhse magar vo kah nahin paaya
Varun Anand
45 likes
haakim ko ik chitthi likkho sab ke sab aur us men bas itnaa likhna laanat hai
Varun Anand
63 likes
mere qubool pe usne qubool kah to diya par ek baar kaha usne teen baar nahin
Varun Anand
48 likes
logon ko us ka naam bataane se rah gaya ik lafz tha jo she'r men aane se rah gaya is baar bhi usii kii sooni us kii maan li is baar bhi main apni sunaane se rah gaya
Varun Anand
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Varun Anand.
Similar Moods
More moods that pair well with Varun Anand's sher.







