jise padhte to yaad aata tha tera phuul sa chehra hamari sab kitabon men ik aisa baab rahta tha
Related Sher
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
raatein kisi yaad men kattee hain aur din daftar kha jaata hai dil jeene par mael hota hai to maut ka dar kha jaata hai sach poochho to tahzeeb haafi main aise dost se aaziz hooñ milta hai to baat nahin karta aur phone pe sar kha jaata hai
Tehzeeb Hafi
307 likes
laut kar nahin aata kabr se koi lekin pyaar karne waalon ko intzaar rehta hai
Shabeena Adeeb
85 likes
kitaaben band karke jab main bistar par pahunchta hooñ tumhaari yaad bhi aakar bagal men late jaati hai
Bhaskar Shukla
85 likes
mere naam se kya matlab hai tumhein mit jaayega ya rah jaata hai jab tum ne hi saath nahin rahna phir peeche kya rah jaata hai mere paas aane tak aur kisi ki yaad use kha jaati hai vo mujh tak kam hi pahunchta hai kisi aur jagah rah jaata hai
Tehzeeb Hafi
213 likes
More from Asad Badayuni
ye taaeron ki qataarein kidhar ko jaati hainna koi daam bichha hai kahii na daana hai
Asad Badayuni
20 likes
parind ped se parvaaz karte jaate hain ki bastiyon ka muqaddar badalta jaata hai
Asad Badayuni
21 likes
dekhne ke li.e saara aalam bhi kam chaahne ke li.e ek chehra bahut
Asad Badayuni
49 likes
parind kyun mirii shaakhon se khauf khaate hain ki ik darakht hooñ aur saaya-daar main bhi hooñ
Asad Badayuni
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Asad Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Asad Badayuni's sher.







