jo charaghh saare bujha chuke unhen intizar kahan raha ye sukun ka daur-e-shadid hai koi be-qarar kahan raha
Related Sher
kabhi to chaunk ke dekhe koi hamaari taraf kisi ki aankh men ham ko bhi intizaar dikhe
Gulzar
88 likes
sab intzaar men the kab koi zabaan khule phir uske hont khule aur sabke kaan khule
Umair Najmi
87 likes
pyaas agar meri bujha de to main jaanu varna tu samandar hai to hogaa mere kis kaam ka hai
Rahat Indori
109 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
na hua naseeb qaraar ae jaan havas ae qaraar bhi ab nahin tira intizaar bahut kiya tira intizaar bhi ab nahin tujhe kya khabar mah o saal ne ha men kaise zakham diye yahaañ tiri yaadgaar thii ik khalish tiri yaadgaar bhi ab nahin
Jaun Elia
86 likes
More from Ada Jafarey
warna insaan mar gaya hota koi be-naam justuju hai abhii
Ada Jafarey
18 likes
koi taair idhar nahin aata kaisi taqseer is makaan se hui
Ada Jafarey
21 likes
bade taabaan bade raushan sitaare toot jaate hain sehar ki raah takna ta sehar aasaan nahin hota
Ada Jafarey
23 likes
ek aaina roo-b-roo hai abhius ki khushboo se guftugoo hai abhii
Ada Jafarey
25 likes
main aandhiyon ke paas talash-e-saba men hooñ tum mujh se poochte ho mira hausla hai kya
Ada Jafarey
31 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ada Jafarey.
Similar Moods
More moods that pair well with Ada Jafarey's sher.







