jo waqt-e-khatna main cheekha to naai ne kaha hañs kar musalmaani men taqat KHoon hi bahne se aati hai
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
More from Akbar Allahabadi
dil vo hai ki fariyaad se labreiz hai har vaqt ham vo hain ki kuchh munh se nikalne nahin dete
Akbar Allahabadi
13 likes
daava bahut badaa hai riyaazi men aap ko tool-e-shab-e-firaq ko to naap deejie
Akbar Allahabadi
18 likes
rehta hai ibadat men ha men maut ka khatka ham yaad-e-khuda karte hain kar le na KHuda yaad
Akbar Allahabadi
24 likes
haqeeqi aur majaazi shayari men farq ye paaya ki vo jaa men se baahar hai ye paaja men se baahar hai
Akbar Allahabadi
27 likes
akbar dabey nahin kisi sultaan ki fauj se lekin shaheed ho ga.e biwi ki nauj se
Akbar Allahabadi
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







