kab milti hai ye daulat-e-bedaar kisi ko aur main hooñ ki rona hai isi deeda-wari ka
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Hafeez Hoshiarpuri
koii shareek-e-gham nahin ab tiri yaad ke baghair koii anees-e-dil nahin ab tire naam ke siva
Hafeez Hoshiarpuri
5 likes
koii mauqa zindagi ka aakhiri mauqa nahin is qadar taajeel kyuuñ raf-e-qudrat ke li.e
Hafeez Hoshiarpuri
8 likes
KHud apni gum-shudgi se jinhen shikaayat hai tu hi bataa unhen teraa nishaan kahaan se mile
Hafeez Hoshiarpuri
9 likes
kahiin ye tark-e-mohabbat kii ibtida to nahin vo mujh ko yaad kabhi is qadar nahin aa.e
Hafeez Hoshiarpuri
8 likes
tootte jaate hain rishte jodta jaata hooñ main ek mushkil kam hui aur ek mushkil aa gaii
Hafeez Hoshiarpuri
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hafeez Hoshiarpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Hafeez Hoshiarpuri's sher.







