kahaan se chala tha nigaahon men kya tha kahaan ja raha tha mujhe sochne do meraa saaz kya tha meri tarz kya thii main kya ga raha tha mujhe sochne do
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Obaid Azam Azmi
raahon men jaan ghar men charaaghon se shaan hai deepaavali se aaj zameen aasmaan hai
Obaid Azam Azmi
20 likes
har gaam tere ishq ka ikraar hai main hooñ zanjeer hai zanjeer ki jhankaar hai main hooñ ai zeest jo sabse badi fankaar hai tu hai aur tujhse badaa vo jo adakaar hai main hooñ
Obaid Azam Azmi
22 likes
khushrang nazar aata hai jaazib nahin lagta maahol mere dil se mukhaatib nahin lagta main bhi nahin har she'r men maujood ye sach hai ghalib bhi har ik she'r men ghalib nahin lagta
Obaid Azam Azmi
22 likes
deewaar uthaane ki tijaarat nahin aayi dilli men rahe aur siyaasat nahin aayi bikne ko to dil bik gaya bazaar men lekin jo aap bataate the vo qeemat nahin aayi
Obaid Azam Azmi
26 likes
dil jiska mohabbat men girftaar raha hai vo meri madad ke li.e taiyaar raha hai aaghaaz-e-mohabbat ka fasana bhi tha dilchasp barbaa dii ka qissa bhi mazedaar raha hai
Obaid Azam Azmi
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Obaid Azam Azmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Obaid Azam Azmi's sher.







