khushboo phoolon se khafa baithi hai raaj vo gaya hai baag se kuchh is tarah
Related Sher
aate aate mira naam sa rah gayaus ke honton pe kuchh kaanpata rah gaya
Waseem Barelvi
83 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Raj Tiwari
khaamoshi jin ko samajhdaar banaati hai raaj apni aawaaz ko vo log taras jaate hain
Raj Tiwari
0 likes
zindagi har sabq saleeqe se jaate jaate sikhaate jaati hai
Raj Tiwari
1 likes
zindagi ik khoobsurat haadisa hai shakl miTTi ki ghadi bahti hawa hai aansuon se tum sadaa do aayega vo haal-e-dil vo jaanta hai vo KHuda hai
Raj Tiwari
1 likes
mohabbaton ka silsila badal gaya wafa ka ek daur tha badal gaya
Raj Tiwari
1 likes
zabaan dil ki yahaañ par kaun samjhe KHamoshii ko yahaañ sab maun samjhe
Raj Tiwari
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raj Tiwari.
Similar Moods
More moods that pair well with Raj Tiwari's sher.







