kuchh na kehne se bhi chhin jaata hai ejaz-e-sukhan zulm sahne se bhi zalim kii madad hoti hai
Related Sher
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
bheegin palken dekh kar tu kyun ruka hai KHush hooñ main vo to meri aankh men kuchh aa gaya hai KHush hooñ main vo kisi ke saath KHush tha kitne dukkh ki baat thii ab mere pahluu men aa kar ro raha hai KHush hooñ main
Zubair Ali Tabish
105 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
Shakeel Azmi
174 likes
haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
165 likes
More from Muzaffar Warsi
har shaKHs par kiya na karo itnaa e'timaad har saaya-daar shay ko shajar mat kaha karo
Muzaffar Warsi
6 likes
watan kii ret zaraa ediyaan ragadne de mujhe yaqeen hai ki paani yahiin se niklega
Muzaffar Warsi
12 likes
zindagi tujh se har ik saans pe samjhauta karoon shauq jeene ka hai mujh ko magar itnaa bhi nahin
Muzaffar Warsi
42 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Muzaffar Warsi.
Similar Moods
More moods that pair well with Muzaffar Warsi's sher.







