lamha lamha mujhe viran kiye deta hai bas gaya mere tasavvur men ye chehra kis ka
Related Sher
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
khushi se kaanp rahi theen ye ungaliyaan itni delete ho gaya ik shaKHs sev karne men
Fahmi Badayuni
122 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Dil Ayubi.
Similar Moods
More moods that pair well with Dil Ayubi's sher.







