maheenon tak raha karte the sab mehmaan aankhoñ men magar ab khwaab bhi aate nahin veeraan aankhoñ men zamaan e hijr kehne ko rivaaz e ishq hi to hai magar kya kya nahin hota hai is dauraan aankhoñ men
Related Sher
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
kisi gali men kiraye pe ghar liya usne phir us gali men gharo ke kiraye badhne lage
Umair Najmi
162 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Darpan
ishq men dhokha khaane waale bilkul bhi mayus na ho is raaste men thoda aage maikhaana bhi aata hai
Darpan
16 likes
ghar aate aate saudaagar ho jaaun itnaa bhi bazaar nahin dekhoonga main
Darpan
24 likes
zabt karo gar gham ke baadal chhaaye hain raqs karo ke baarish aane waali hai
Darpan
32 likes
ghazal banii hai zindagi nafs nafs hai shayari sukhun se meri aashiqi ghazab hai bemisaal hai
Darpan
34 likes
unko door kiya jaata hai jo barson ke saa thii hain aur anjaane logon ki aapas men shaa dii hoti hai
Darpan
55 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Darpan.
Similar Moods
More moods that pair well with Darpan's sher.







