main khada aaj bhi hooñ raahguzar par unki chhod ke chal bhi diye chhod ke jaane waale
Related Sher
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
More from Kumar Aryan
tootkar main kisi ko chaahunga aur phir tootkar mar jaaunga
Kumar Aryan
0 likes
saath chalti hai mere tanhaaii main akela safar nahin karta
Kumar Aryan
0 likes
saal badlenge yakeen hai yaar par log badlenge yaqeen kaise karoon
Kumar Aryan
0 likes
zindagi teri kahaanii men mujhe roz jeena roz marna padta hai
Kumar Aryan
0 likes
KHvaabon men bhi haqeeqi sii tasveer phir haqeeqat men kya rahi hogii
Kumar Aryan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kumar Aryan.
Similar Moods
More moods that pair well with Kumar Aryan's sher.







