mira khat us ne padha padh ke nama-bar se kaha yahi javab hai is ka koi javab nahin
Related Sher
maine bas itnaa poocha tha kya dekhte ho bhala maine ye kab kaha tha mujhe dekhna chhod do geeli miTTi ki khushboo mujhe sone deti nahin mere baalon men tum ungaliyaan pherna chhod do
Tajdeed Qaiser
76 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
chale jaao bhi ab jee lenge par sach kaho majboori hai kya mujhe ye kahaanii kuchh aur likhni thii tumhaare hisaab se poori hai kya
Zubair Ali Tabish
71 likes
pooch lete vo bas mizaaj mira kitna aasaan tha ilaaj mira
Fahmi Badayuni
150 likes
More from Ameer Minai
kaun si ja hai jahaan jalwa-e-maashooq nahin shauq-e-deedaar. agar hai to nazar paida kar
Ameer Minai
20 likes
ai zabt dekh ishq kii un ko khabar na ho dil men hazaar dard uthe aankh tar na ho
Ameer Minai
0 likes
shab-e-visaal bahut kam hai aasmaañ se kaho ki jod de koi tukda shab-e-judaai ka
Ameer Minai
22 likes
putliyaan tak bhi to phir jaati hain dekho dam-e-naz'a vaqt padta hai to sab aankh chura jaate hain
Ameer Minai
22 likes
teer khaane ki havas hai to jigar paida kar sarfaroshi ki tamannaa hai to sar paida kar
Ameer Minai
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ameer Minai.
Similar Moods
More moods that pair well with Ameer Minai's sher.







