mujhe ab yahaañ yaad aati nahin yahaañ vo mohabbat bhulaai gaii kahii bhi nahin yaad uski abhii mujhe bhi yahaañ lat lagaaee gaii
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
More from Vaseem 'Haidar'
zindagi meri jaisi kisi kii na ho ho agar aisi to zindagi hi na ho
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad karti nahin ho kyun jaanaan tum vahaañ kuchh saja rahi ho kya fikr hamko bahut tumhaari hai hamko yaksar bhula rahi ho kya
Vaseem 'Haidar'
0 likes
sab yahaañ yaar bhool karte hain ye mohabbat fuzool karte hain jaan dete nahin mohabbat men dost ye kaam phool karte hain
Vaseem 'Haidar'
0 likes
उम्र भर उसको याद करना है और बुरे हाल से गुज़रना है वो है ख़ुश मेरे हाल पर यारों जीना नइँ अब मुझे तो मरना है
Vaseem 'Haidar'
0 likes
sochta hooñ ye chalti raahon men baithi hogii vo uski baahon men
Vaseem 'Haidar'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vaseem 'Haidar'.
Similar Moods
More moods that pair well with Vaseem 'Haidar''s sher.







