mujhe khojo na mehfil men main tanhaaii men milta hooñ
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Aayush Maikhuri
ham hi tanhaa hain ya hamse aur tanhaa hain dast-e-tanhaai men hamse kaun tanhaa hai
Aayush Maikhuri
1 likes
qadr hogii hamaari lutne par jaise lutne se kohinoor hua
Aayush Maikhuri
2 likes
abke jo inkaar kiya usne mujhse pyaar kiya
Aayush Maikhuri
2 likes
kabhi vo din the jab kattee thii raatein teri baaton men kabhi ye din hain tanhaaii ka zahar ghula hai raaton men
Aayush Maikhuri
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aayush Maikhuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Aayush Maikhuri's sher.







