mujhe maaloom hai duniya mujhe kab tak pukaaregi kiraye ke makaanon men kabhi zeenat nahin milti to phir jannat haqeeqat men nahin hai maan le zaahid hamaare saath rahkar bhi agar jannat nahin milti
Related Sher
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
main bhi ik shakhs pe ik shart laga baitha tha tum bhi ik roz isee khel men haaroge mujhe eed ke din ki tarah tumne mujhe zaayaa' kiya main samajhta tha muhabbat se guzaaroge mujhe
Ali Zaryoun
129 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
husn bala ka kaatil ho par aakhir ko bechaara hai ishq to vo kaatil jisne apnon ko bhi maara hai ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi
Jaun Elia
129 likes
us..ko bhula kar mujh...ko ye maaloom hua aadat kaisi bhi ho chhodi ja sakti hai
Nadeem Shaad
92 likes
More from Rakesh Mahadiuree
us ek shaKHs ko ham bhoolne kii koshish meinna jaane kitnii dafa us ko yaad kar baithe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
ham ko maaloom hai jannat kii haqeeqat ghalib naam hamne kabhi gulzaar nahin rakkha hai mere bacche bhi muhabbat men vafaa karte hain maine ghar men kabhi hathiyaar nahin rakkha hai
Rakesh Mahadiuree
2 likes
shikhar naapa nahin maine kabhi apni bulan dii ka meri taqat ka andaaza mere dushman se kar lena
Rakesh Mahadiuree
9 likes
pyaar kisi se kar lete hain byah kisi se ho jaata hai
Rakesh Mahadiuree
9 likes
naql ki.e to vaqt men maare jaaoge sabko apni fitrat zinda rakhti hai
Rakesh Mahadiuree
9 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







