mujhe yaad karne se ye muddaa tha nikal jaa.e dam hichakiyaañ aate aate
Related Sher
tumhein ik mashwara doon saadgi se kah do dil ki baat bahut taiyaariyaan karne men gaadi chhoot jaati hai
Zubair Ali Tabish
120 likes
tum un ke wa'de ka zikr un se kyun karo ghalib ye kya ki tum kaho aur vo kahein ki yaad nahin
Mirza Ghalib
123 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
ab dost koi laao mukaabil men hamaare dushman to koi kad ke barabar nahin niklaa
Munawwar Rana
117 likes
janaaze par mere likh dena yaaron mohabbat karne vaala ja raha hai
Rahat Indori
125 likes
More from Dagh Dehlvi
vaa'da jhoota kar liya chaliye tasalli ho gaii hai zaraa sii baat khush karna dil-e-naashaad ka
Dagh Dehlvi
0 likes
na-ummee dii badh gaii hai is qadar aarzoo kii aarzoo hone lagii
Dagh Dehlvi
0 likes
faqat nabz se haal zaahir na hogaa meraa dil bhi ai chaara-gar dekh lena
Dagh Dehlvi
0 likes
KHuda rakhe mohabbat ne ki.e aabaad dono ghar main un ke dil men rehta hooñ vo mere dil men rahte hain
Dagh Dehlvi
16 likes
aashiqi se milega ai zahid bandagi se khuda nahin milta
Dagh Dehlvi
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Dagh Dehlvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Dagh Dehlvi's sher.







