sab kuchh to hai kya dhundti rahti hain nigahen kya baat hai main vaqt pe ghar kyuun nahin jaata
Related Sher
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Nida Fazli
naksha utha ke aur koi shahar dekhiye is shahar men to sab se mulaqaat ho gaii
Nida Fazli
22 likes
ghee misri bhi bhej kabhi akhbaaron men kaii dinon se chaai hai kadvi ya allah
Nida Fazli
24 likes
us ko ruksat to kiya tha mujhe maaloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane vaala
Nida Fazli
27 likes
kabhi kisi ko mukammal jahaan nahin milta kahii zameen kahii aasmaañ nahin milta
Nida Fazli
36 likes
zindagi ka muqaddar safar-dar-safar aakhiri saans tak be-qaraar aadmi
Nida Fazli
16 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nida Fazli.
Similar Moods
More moods that pair well with Nida Fazli's sher.







