sabhi ke saath dikhnna bhi magar sabse juda rahna bhi hai us..ko udaasi saath bhi rakhni hai aur tasveer men hansna bhi hai us..ko
Related Sher
kuchh na kuchh bolte raho hamse chup rahoge to log sun lenge
Fahmi Badayuni
112 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
More from Kafeel Rana
ye mohabbat bhi kin dinon men hui dil milaane the haath se bhi ga.e
Kafeel Rana
36 likes
door ik sitaara hai aur vo hamaara hai aankh tak nahin lagti koi itnaa pyaara hai choo ke dekhna us..ko kya ajab nazaara hai teer aate rahte the phool kisne maara hai
Kafeel Rana
43 likes
tum ko to bas husn ke number milte hain uskaa socho jis..ko padhna padta hai
Kafeel Rana
41 likes
jo kahtaa hai vaise karna padta hai itnaa pyaara hai ki darna padta hai aañkhen kaali kar deta hai uskaa dukh sabko ye jurmaana bharna padta hai
Kafeel Rana
53 likes
us..ko shahar ki sadken achchhii lagti hain meraa kya hai mujh...ko chalna padta hai
Kafeel Rana
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kafeel Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Kafeel Rana's sher.







