sabr kaise mujhe yahaañ hogaa tum mire ho nahin kahii bhi ab
Related Sher
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Vaseem 'Haidar'
zindagi meri jaisi kisi kii na ho ho agar aisi to zindagi hi na ho
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad hai vo mujhe phir yahii gham bhoolna chahte hain yahii ham
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad ik din mujhe karoge tum ek din meraa naam loge tum kya karoon tumko rok kar jaanaan jaanta hooñ nahin rukoge tum
Vaseem 'Haidar'
0 likes
yaad bhi yaad hai yaad ka kya dhool hai ishq fariyaad ka kya kyun mohabbat mujhe hai sataati vo tira hijr roodaad ka kya
Vaseem 'Haidar'
0 likes
tanhaaii men us..ko pukaara karte hain aise hi ham to bas guzaara karte hain ab us..ko hamse koii naata hi nahin ab shahar se uske kinaara karte hain
Vaseem 'Haidar'
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vaseem 'Haidar'.
Similar Moods
More moods that pair well with Vaseem 'Haidar''s sher.







