saKHtii thodii laazim hai par patthar hona theek nahin hindu muslim theek hai sahab kattar hona theek nahin
Related Sher
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
safar men aakhiri patthar ke baad aayega mazaa to yaar december ke baad aayega
Rahat Indori
121 likes
kaise aakaash men sooraakh nahin ho saka ek patthar to tabi'at se uchaalo yaaro
Dushyant Kumar
91 likes
More from Salman Zafar
khushbuon se naha ke chaand aaya kis qadar jagmaga ke chaand aaya bad-naseebi hai meri aankhoñ ki mask munh pe laga ke chaand aaya
Salman Zafar
32 likes
unke bacche yuñ hi murjhaayenge baithe baithe ye jo mazdoor hain kya khaayenge baithe baithe
Salman Zafar
37 likes
ana ko apni samjhaana padega bulaati hai to phir jaana padega
Salman Zafar
29 likes
duniya ki fikr chhod na yuñ ab udaas baith ye vaqt rab ki den hai ammi ke paas baith
Salman Zafar
47 likes
apna bachpan bhool baitha hooñ magar ab bhi teraa rol number yaad hai
Salman Zafar
41 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Salman Zafar.
Similar Moods
More moods that pair well with Salman Zafar's sher.







