unke bacche yuñ hi murjhaayenge baithe baithe ye jo mazdoor hain kya khaayenge baithe baithe
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
ye mat bhoolo ki ye lamhaat ham ko bichhadne ke li.e milva rahe hain
Jaun Elia
143 likes
kis se izhaar-e-muddaa kijeye aap milte nahin hain kya kijeye
Jaun Elia
134 likes
ab us jaanib se is kasrat se tohfe aa rahe hain ki ghar men ham nayi almaariyaan banwa rahe hain
Tehzeeb Hafi
138 likes
More from Salman Zafar
ana ko apni samjhaana padega bulaati hai to phir jaana padega
Salman Zafar
29 likes
khushbuon se naha ke chaand aaya kis qadar jagmaga ke chaand aaya bad-naseebi hai meri aankhoñ ki mask munh pe laga ke chaand aaya
Salman Zafar
32 likes
chhod kar jaane ka manzar yaad hai har sitam teraa sitamgar yaad hai apna bachpan bhool baitha hooñ magar ab bhi teraa rol number yaad hai
Salman Zafar
37 likes
apna bachpan bhool baitha hooñ magar ab bhi teraa rol number yaad hai
Salman Zafar
41 likes
saKHtii thodii laazim hai par patthar hona theek nahin hindu muslim theek hai sahab kattar hona theek nahin
Salman Zafar
101 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Salman Zafar.
Similar Moods
More moods that pair well with Salman Zafar's sher.







