sau zakham dil pe hain mere sau zakham meri jaañ kya ek-ek dil meraa dikhlaaye aapko
Related Sher
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
us..ko fursat nahin milti ki palat kar dekhe ham hi deewane hain deewane bane rahte hain
Waseem Barelvi
151 likes
mile kisi se gire jis bhi jaal par mere dost main us..ko chhod chuka uske haal par mere dost zameen par sabka muqaddar to mere jaisa nahin kisi ke saath to hogaa vo call par mere dost
Ali Zaryoun
157 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
zindagi bhi aakhirsh tanhaaii hai main bhala tanhaaii se kyuuñ dar gaya
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
jal dii jal dii sabhi purane kaamon ko poora kar lo waqt ne badli hain taariqhein naya kalander aata hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
main kahtaa tha magar tune na maani par ab teraa bhi dil bhar hi gaya na
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
vo shaakon pe gulaab ik aur aaya lo maah-e-farvari ka daur aaya
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
tamaam umr ha men saath saath chalna hai bas itnaa kah ke safar kar liya juda usne
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







