shadeed pyaas thii phir bhi chhua na paani ko main dekhta raha dariyaa tiri ravaani ko
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Shahryar
tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi ye meraa dil kahe to kya ki khud se sharmasaar hai
Shahryar
0 likes
na khush-gumaan ho is par tu ai dil-e-saada sabhi ko dekh ke vo shaKHs muskurata hai
Shahryar
15 likes
jahaan men hone ko ai dost yuuñ to sab hogaa tere labon pe mere lab hon aisa kab hogaa
Shahryar
0 likes
gulaab tahni se toota zameen par na giraa karish men tez hawa ke samajh se baahar hain
Shahryar
41 likes
sabhi ko gham hai samundar ke khushk hone ka ki khel khatm hua kashtiyaañ dubone ka
Shahryar
33 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shahryar.
Similar Moods
More moods that pair well with Shahryar's sher.







