taareekh eik tarah ki amali akhlaaqiyaat hai. doosre uloom ki tarah agar akhlaaqiyaat eik tajurbaati ilm hai. to use insaani tajurbaat ke inkishaafaat par mabni hona chaahiye. is nuqta-e-nazar ke barmala izhaar se un logon ke bhi naazuk ehsaasaat ko yaqeenan sadma pahunchega. jo akhlaaq ke muaamle mein sakht-geer hone ke daawedaar hain. lekin jinkaa avaami kirdaar taareekhi taalimaat se mutayyan hota hai.
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Allama Iqbal
watan kii fikr kar naadaan museebat aane waali hai teri barbaadiyon ke mashware hain aasmaanon men
Allama Iqbal
0 likes
dhoondhta firta hooñ main iqbaal apne aap ko aap hi goya musaafir aap hi manzil hooñ main
Allama Iqbal
4 likes
nahin is khulii fazaa men koii gosha-e-faraaghat ye jahaan ajab jahaan hai na qafs na aashiyana
Allama Iqbal
5 likes
ghulaami men na kaam aati hain shamshirein na tadbeerein jo ho zauq-e-yaqeen paida to kat jaati hain zanjeeren
Allama Iqbal
9 likes
duniya kii mehfilon se ukta gaya hooñ ya rab kya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho
Allama Iqbal
16 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Allama Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Allama Iqbal's sher.







