us ne vaa'da kiya hai aane ka rang dekho gareeb khaane ka
Related Sher
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
apne men'yaar se neeche to main aane se raha she'r bhookha hooñ magar ghaas to khaane se raha
Mehshar Afridi
87 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
man men ek iraada hota hai taabish raja pahle pyaada hota hai taabish maanta hooñ majbooriyaan theen kuchh dikkat thii par vaa'da to vaa'da hota hai taabish
Vishal Singh Tabish
75 likes
tumne kaise uske jism ki khushboo se inkaar kiyaus par paani fenk ke dekho kacchi miTTi jaisa hai
Tehzeeb Hafi
102 likes
More from Josh Malihabadi
mar ke paaya shaheed ka rutba meri is zindagi kii umr daraaz
Josh Malihabadi
10 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar
Josh Malihabadi
24 likes
suboot hai ye mohabbat ki saada-laohi ka jab us ne vaa'da kiya ham ne e'tibaar kiya
Josh Malihabadi
21 likes
baadbaan naaz se lahara ke chali baad-e-muraad kaarwaan eed manaa qaafila-salaar aaya
Josh Malihabadi
11 likes
dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Josh Malihabadi
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Josh Malihabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Josh Malihabadi's sher.







