ye biwi se ladai men munaafa hai koi ujlat nahin hoti manaane ki
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Vijay Anand Mahir
ek din ishq ko bhi kaatenge ishq men haath kaatne waale
Vijay Anand Mahir
1 likes
zaroorat hi nahin hai sach bataane ki mujhe aadat hai tumse rooth jaane ki
Vijay Anand Mahir
2 likes
suna jab se kabhi ham bhi the machhlii mohabbat ho gaii maahir nadi se
Vijay Anand Mahir
1 likes
khushi to bas zaraa si rah gayi hai udaasi hi udaasi rah gayi hai badan ki pyaas saari mit gaii par hamaari rooh pyaasi rah gaii hai
Vijay Anand Mahir
1 likes
haal apna chhupa nahin paate log jo muskuraa nahin paate ghar hamaara jala diya ke ham ghar kisi ka jala nahin paate
Vijay Anand Mahir
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Vijay Anand Mahir.
Similar Moods
More moods that pair well with Vijay Anand Mahir's sher.







