ye dhoke deta aaya hai dil ko bhi duniya ko bhi iske chhal ne khaar kiya hai sehra men leila ko bhi
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
zindagi bhar ke li.e dil pe nishaani pad jaa.e baat aisi na likho likh ke mitaani pad jaa.e
Aadil Rasheed
100 likes
More from Jaun Elia
khoob hai ishq ka ye pehlu bhi main bhi barbad ho gaya tu bhi
Jaun Elia
0 likes
Rahguzar e khayaal mein dosh ba dosh the jo log
Jaun Elia
0 likes
bas yuñ hi meraa gaal rakhne de meri jaan aaj gaal par apne
Jaun Elia
28 likes
ye bahut gham ki baat ho shaayad ab to gham bhi ganwa chuka hooñ main
Jaun Elia
55 likes
bahut nazdeek aati ja rahi ho bichhadne ka iraada kar liya kya
Jaun Elia
54 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaun Elia.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaun Elia's sher.







